Iske aage ab rakha kya hai
Hum kyon kar tere dar par aayenge ?
Iska baad safar aur bhi hoge, unka waqt aayega tab raahein khud-ba-khud nazar aayenge
Ek sailaab guzre ga is dil ki zameen se, Jo daag hain woh sab saaf nazar aayenge
Kab tak pukarenge dar ba dar jinhe aana hoga woh khud chal kar aayenge
Hum bhoolna aasaan nahin hoga, aaina dekho jab hum nazar aayenge